From the Hindi film, Chatrapathi (2023), “Bareilly Ke Bazaar” Song Lyrics are written by Mayur Puri, are sung by Sunidhi Chauhan and Dev Negi, and the Music is composed by Tanishk Bagchi.
Song Title | Bareilly Ke Bazaar |
---|---|
Album | Chatrapathi (2023) |
Singer(s) | Sunidhi Chauhan and Dev Negi |
Music | Tanishk Bagchi |
Lyrics | Mayur Puri |
Artists | Sreenivas Bellamkonda, Nushrratt Bharuccha |
Licenses | Times Music |
Bareilly Ke Bazaar Song Lyrics
Nahi nahi nahi nahi nahi
Nahi nahi nahi nahi nahi
Nahi nahi nahi nahi nahi
Nahi nahi nahi nahi nahi nahi
Arre re re mera sandal toota re
Bareilly ke bazaar mein
Mujhe sabne loota re
Bareilly ke bazaar mein
Arre re re mera sandal toota re
Bareilly ke bazaar mein
Mujhe sabne loota re
Bareilly ke bazaar mein
Yeh gali hai sangni log bathere
Uspe aashiq saare tere
Jaan ke phir tu gayi hi kyun
Bareilly ke bazaar mein
Kal toone bola tha mujhko
Aaj milega shaam re
Milne se pehle hote hain
Mujhko kitne kaam re
Kajal bindiya payal jhumke
Husn ke sab hathiyar ve
Teri hi khatir lene the
Kul solah sringar ve
Tu mere na kar bahane
Hain tere sau sau deewane
Jabse gayi hai aag lagi
Bareilly ke bazaar mein
Char dinon ka pyaar nahi
Na char kadam ki doori
Saiyan baiyan chhod ke pehle
Shartein sun poori
Haan saat samandar saat aasmaan
Saat janam ke phere
Paar karoge hath pakad ke
Sath sath tum mere
Kisne dekha kal deewani
Tu badha na yeh kahaani
Yahin shuru kar khatam yahin
Bareilly ke bazaar mein
Arre re re mera sandal toota re
Bareilly ke bazaar mein
Mujhe sabne loota re
Bareilly ke bazaar mein
Mera sandal toota re
Bareilly ke bazaar mein
Mujhe sabne loota re
Bareilly ke bazaar mein
Bareilly Ke Bazaar Video Song
तेरी निगाहों पे Bareilly Ke Bazaar Song Lyrics in Hindi | Chatrapathi (2023)
नहीं नहीं नहीं नहीं नहीं
नहीं नहीं नहीं नहीं नहीं
नहीं नहीं नहीं नहीं नहीं
नहीं नहीं नहीं नहीं नहीं नहीं
अरे रे रे मेरा सैंडल टूटा रे
बरेली के बाजार में
मुझे सबने लूटा रे
बरेली के बाजार में
यह गली है संगनी लोग बठेरे
उसपे आशिक सारे तेरे
जान के फिर तू गयी ही क्यूं
बरेली के बाजार में
कल तूने बोला था मुझको
आज मिलेगा शाम रे
मिलने से पहले होते हैं
मुझको कितने काम रे
काजल बिंदिया पायल झुमके
हुस्न के सब हथियार वे
तेरी ही खातिर लेने थे
कुल सोलह सृंगार वे
तू मेरे ना कर बहाने
हैं तेरे सौ सौ दीवाने
जबसे गई है आग लगी
बरेली के बाजार में
चार दिनों का प्यार नहीं
ना चार कदम की दूरी
सइयां बैयां छोड़ के पहले
शर्तें सुन पूरी
हाँ सात समंदर सात आसमान
सात जनम के फेरे
पार करोगे हाथ पकड़ के
साथ साथ तुम मेरे
किसने देखा कल दीवानी
तू बढ़ा ना ये कहानी
यहीं शुरू कर ख़तम यहीं
बरेली के बाजार में
अरे रे रे मेरा सैंडल टूटा रे
बरेली के बाजार में
मुझे सबने लूटा रे
बरेली के बाजार में
मेरा सैंडल टूटा रे
बरेली के बाजार में
मुझे सबने लूटा रे
बरेली के बाजार में
FAQs
From which movie is the song ”Bareilly Ke Bazaar”?
From “Chatrapathi (2023)”, “Bareilly Ke Bazaar” is a song.
Who wrote the lyrics to ”Bareilly Ke Bazaar”?
Mayur Puri wrote the lyrics to “Bareilly Ke Bazaar”.
Who is the singer(s) of the “Bareilly Ke Bazaar”?
Sunidhi Chauhan and Dev Negi has sung the song ”Bareilly Ke Bazaar”